anu pam hansda dulabitha. ek gana.
anupam hansda dulabitha.doli besra mere pass ek chhota bchcha aaya hai wo gana chahta hai ,chhota chhota bchcha balu me khelta hai ghar duwar banata hai usme chhat nahi lagata hai.
ariyan tudu dumka.munika tudu jo boli ki rasan card hum aaplay kiye hai lekin abhi tak nahi aaya hai my aap ko ye batana chahunga ki aap rasan card jaha se aaplay kiye hai waha se ptta kare blok ya mukhiya ke pass se ptta kar sakte hai aur nahi to dilar ke pass bhi list atta hai.
Transcript Unavailable.
sundar baske jamtara.puja boli ki veksin bimar aadmi le sakta hai ya nahi agur nahi ptta hai to mere pass call kijiye mera number hai 7061802015.jankari hum se le sakte hai.
sundar baske jamtara.papu dada jo mere pass call kiye they dobara fir se call kijiye hum apka number bhul gaye hai mera number hai 7061802015.
monika tudu rehima.phoolo didi 5 parkar ka khane batayi to aaj hum hatiya gaye they mith ke dukan me waha sirf kaleja nahi milta hai main jankari chahti hun ki sirf kaleja kaha milta hai.
monika tudu rehima.jo mahila ka chhota bacha hai wo covid19 ka veksin le sakte hai ya nahi main janna chahti hun.
monika tudu rehima.rasan card kaise banaye humko aanaj bhi nahi milta hai rasan card ka 2 bar form jama kiye lekin nahi bana agar kahi magega to hum bchcha ko parhate hai to keya denge waha pe.
monika tudu rehima.hum kahana chahte hai ki pholo di boli ki 5 parkar ka khana chahiye thik hai chawal bhi khate hai jonra khate hai maduwa khate hai atta khate hai aur 5 parkar ka sabji bhi khate hai dal.allu.began.kaddusag bhindi.sab khate hai.
