vijay murmu pipra sol.mera 4 bchcha hai my bahut mushkil se pada raha hun my bahur garib hun mera ghar bhi bahut chota hai mera aawash yojna ho jata to bahut mehar bani hota.
aaryan tudu dumka.my 2.3 recoding suna hun ki my bhut garib aadmi hun mera ghar bhi nahi hai mujhe pm aawash yojna nahi mila hai aur ek didi bhi boli jiska name hai lalita marandi my kahna chahta hun ki aap log pm from bhare hai ya nahi agar bhar ke nahi ho raha hai to sikayt darj kijiye aur from nahi bhare hai to mukhiya se sampark kijiye.
Bijay murmu piprasol ham bahut garib log padhan mantri awas yojna milta to ghar banate mati ka ghar tutta hai isliye dhanyawad
Bijay murmu ,sarysol ,bamdh garib ghar ke ladka hu do tin bacha hai usko bhi acha nahi padha pate hai aur ghar bhi nahi awas yojna jaldi se suchi me chdha dijye
bijay murmu pipra sol.humko pm aawash yojna nahi mila hai mujhe kab tak milega my bahut garib aadmi hun mera ghar bhi nahi hai mera bachcha sab ko rahne me bahut dikat hota hai.
lalita marandi bamdah. my bahut garib hun aur mera 2 chhota bachcha hai dono bachcha ko padha rahe hai aur ghar bhi chhota hai is liye my chahti hun ki pm aawash yojna mil jata to bahut mehar bani hota
ariyan tudu dumka.munika tudu jo boli ki rasan card hum aaplay kiye hai lekin abhi tak nahi aaya hai my aap ko ye batana chahunga ki aap rasan card jaha se aaplay kiye hai waha se ptta kare blok ya mukhiya ke pass se ptta kar sakte hai aur nahi to dilar ke pass bhi list atta hai.
ariyan tudu kaira bani.chirag vaani record me koy bola ki mera ghar tuta hai aur humlog garib hailekin indra aawash bhi nani mil raha hai main ek salah deta hun ki aap apne mukhiya se bat kijiye.pm awash yojna .indra aawashyojna ke bare me bat kijiye aur es yojna ka lav uthaye.aur mukhiya v aaj kal isa karta hai ki jo paysa deta hai uska kam jaldi karta hai sab ghush me karta hai aur jo paysa deta hai usko hi sarkari yojna ka lav deta hai aur hum log garib admi paysa nahi de sakte es liye sarkari yojna ka lav hum log ko nahi milta hai.
binod soren.main ledwa gawn me hun yaha ek wiklang aadmi se mulakat huwa wo apne bare me kuchh batana chahte hai.mera name sonaram murmu hai main wiklang hun mujhe koy bhi madat nahi mil raha hai mera name se paisa aata hai usko bhi caat leta hai aur hum logo ko indra aawas bhi nahi mila hai .na road hai na pokhar hai na chapakal hai ,lekin mujhe jada nahi to paisa bhi mil jai.
ariyan tudu dumka.ek didi boli thi ki garib aadmi ko indra awash jo milta hai usme ward sadash logo ko paisa mangata hai,didi hum aapko yahi sujhaw dete hai jo paisa mangata hai wo niyam sarkar ki taraf se nahi hai lekin paisa mangata hai ward wo galat kam karta hai ,aur sarkar ka niyam ulanghan karta hai ward to sab log mil kar boliye ward se ki sarkar ki taraf se koi niyam nahi lagu huwa hai paisa lene ka agar khushi se 50 .100 rupiya le to thik hai lekin 4.5 hajar lena galat hai.
