Lalchand puch rahe hai ki railway group-d ka form apply karne ke liye ager limit kya hai.

Ram Nivash Haryana se caller ko bata rahe hai ki pension abhi nahi bhada hai.

Parbhaat singh ji puch rahen hain ki I-tel 5250 me enter guide kahaan milega?

Ankit Haryana se puch rahe hai ki aisa koi youtube channnel jisme blind se related jankari mil sake.

Pawan braille or music training ke bare me puch rahe hai.

HR se blind wayakti Ankit ji HR ke samaaj kalyan ka tollfreee number maang rahen hain.

HR se blind wayakti Pawan kumar ji Vishaal ji se talking watch ki jaankaari maang rahen hain.

HR se Ankit ji Dipak panday ji se puch rahen hain ke HR ka koi Tolfree numbar bataayen jiski madad se Samaj kalyan wibhaag se wiklaang sambandhit jaankaari mil jaaye.

Blind wayakti Hari shankar ji camp ke bare puch rahen hain.

HR se blind wayakti Nitin ji puch rahen hain HR ke me koi post nikli hai kya blinds ke liye?