HR se Sonu gupta ji bol rahen hain ki yadi kisi ko jaankaari ho Alahabaad ke school ki jahaan education acha ho aur rahna khana muft ho to mujhe jaankaari den.
HR se Ram niwaas ji bol rahen hain ki HR ke jo post nikaltin hain uski jaankaari den.
लाल चंद यादव जी अंधपर्काश विद्धालय हरियाना से जानकारी देरहें हैं की इस साल हमारे स्कुल के रिजल्ट शत पर्तिशत हुआ है हमारे स्कुल में दाखला के लिए मेरे इस नमंबर पे सम्प्रक करें 9729923773.
Pawan puch rahe hai ki railway group-d ka syllabus recording kaha milta hai.
Krishna Haryana se hostel ke incharge ka number de rahe hai jo hai 9910722169
Krishna caller ko bata rahe hai ki abhi tak koi suchna nahi hai ki railway group-d ka exam kab hai.
HR se Sonu gupta ji ik caller ko MH ke ik sanstha Gramin sharamic Swem sanchalit andh apang sansthan ki jaankaari derahen hain jahaan sawrozgaar ki traning aur kaam bhi diya jata hai.
Pawan puch rahe hai ki bharat one mobile me talk back hai.
Krishna Haryana se bata rahe hai ki HSSC ka exam cancel nahi hua hai.
Ram Nivash caller ko bata rahe hai ki universal card me blood group hona jaruri hai.
