HR se blind wayakti Aayush kumar ji, callers ko feedback derahen ki aap jab bhi koi information provide karwate hain, to sabse pahle aap uska mulayankan khud karen ki kya waakai wo news sahi hai ya nahi.