doli besra lewda.marad baha hum log jangal se tod ke late hai aur katkar golki lahsun lal mirch aur halka namak lagakar foran karke uska sabji banate hai ,khane me bhut aachha lagta hai
doli besra ledwa.puchhi kekra ka chatni ke bare me,polina marandi hariyadi,polina didi batayi kekra ko piss kar chatni banate hai usme namak tel lagakar aag se forn karke khate hai wo dawa hai
teresa murmu pojha.areyan tudu ka sawal tha ki sag khane se admi kala hota hai uska jawab teresa didi boli ki sag khane se admi kala hota ye galat hai sag khane se vitamin milta hai,aaj ke date me aas pas me jo sag milta hai usko nahi khate hai ,bajar se lekar khate hai jo khad se ugaya hota hai ,esliye apne se ugakar khana chahiye ,khad se ugaya huwa khane se bimari paida hota hai.
doli besra lewda dumar ke sabji ke bare me batayi ki dumar ke chota fall ko tod kar late hai ,ubalte hai aur pati par piste hai aur pisa huwa dumar ko haldi masala peyaj tel me bhujnte hai uske bad aur pani dal kar ubalte hai ,khate hai aur dumar thanda hota hai aur sarir ko thanda pohchati hai
sadhayas tudu lewda, muci ke bare me bataya ki hamlog muci ko tod kar ,katege aur patri me rakhege aur usme namak mirc tel laga kar gamchi me motri bandh kar ke 5minit tak rakhege ,uske bad khayge ,ye ek parkar ka dawayi hai
aryan tudu kayra bani. suna hai chirag vani ki didi sab kahti hai sag hkane se admi kala hota hai aur jo sag nahi khata wo gora hota hai es liye daar se hum log sag nahi khate hai eska jawab chahiye.
saloni murmu.pachuwadih.pipal ptta ka sabji banane ke bare me batayi.pipalka naram ptta ko torkar sabji banate hai.
kajol soren.pachuwadih.nim ptta ke bare me batayi .garmi ke din me naram nim ka ptta ko alu ke milakar sabji bana ke khane se sarir saf rahta hai.
doli besra.bujusar.gaw me gayi waha sunita didi se pchhi.sunita didi batayi sag ka naam sahar per hai bada per hoha uska naram ptta ko tor kar sabji banakar khate hai.
aryan tudu.kayra bani,sona murmu.lewda se kahani record kiya tha wo bhut achha tha .sona murmu se anurodh hai ki kahani akanth jagah pe record kare.