Rajendra Kanpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se bata rahe hai ki talk back software download kar ke jio phone chala sakte hai.
Ramesh chander pal ji Hamaari vaani ke madhyam se callers ko bol rahen hain ke jab bhi recording kiya karen to dhyaan rakhen ki Hindi me record karen haan bich bich me ik do word english ka chal sakta hai lekin pura ka pura sentence english me nahi kunki sabhi logon ko english samahjh nahi aati hai.
Rajan Prasad Kanpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari mang rahe hai ki Jio phone jo 1500 ka hai usme talk support hai ya nahi.
Rajan Prasad Kanpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se Badal ko income tax ke bare me jankari de rahe hai.
Dipu Kamal Kanpur,[u.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se Nehru Nagar Andh Vidyalaya ke bare me jankari de rahe hai jaha class 1 to 8 tak admission le sakte hai.
Dipu Kamal Kanpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari mang rahe hai ki geo mobile me talk back hai kya.
Dipu Kamal Kanpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se Vijay ki bata rahe hai ki aap NIVH se dona, patal ka training kar sakte hai.
Amit Kanpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se Deepak Pandey ko apna number record karne ke liye keh rahe hai.
Kaanpur UP se Amit Kumar gupta ji parshli blind wayakti Hamari vaani ke madhyam se Sapna ji ko NIVH ka number derahen hain number hai (0135) 2734-016 aur wahan ke sir Mr Rahul ka number hai 8410166178
Amit Kumar Kanpur,[U.P.] se hamari vaani ke madhyam se janna chahte hai ki kya viklang logo ke liye polytechnic college kahi hai kya.
