Blind wayakti Kanpur UP se Ramesh chander ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke Mitr joti ka jo number diyea gaya hai HV pe wo lagta hi nahi hai to iski truti sudhaar kar ke dubara HV pe daaleen.

Amit Kumar Kanpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se soap making training ke bare me bata rahe hai or adhik jankari ke liye sampark kare 9873300410

Drishty badhit wayakti Kanpur se Ramesh chander pal ji Hamaari vaani ke madhyam se Anil ji se bol rahen hain ke yadi ho sake to aap apna number HV pe chorden ise bahut se wiklaang ko aap se sidhe baat kar ke samasya ka samadhaan paraapt hoga kun ki aap Tecnical expert hain.

Ramesh ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller ko jaankaari derahen hain ke yadi aap ko rail kab aarahi hai ya kahaan kahaan se ho kar guzrigi to 139 pe call karna hoga ye number jio se tollfree hai aur dusre netwerk se Rs 2 per mint charge hoga. aur yadi aap ko safar me madad chahiye to public se bolna hoga ke mujhe ye station aane pe bata den.

Kanpur UP se Ramesh chander pal ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller ko ans derahen hain ke ap ne jahaan ka address form me fil kiya hai wahin aap ka exam center dega jaise aap ne RJ ka address diya tha aur form Chindighard ke liye bhara tha to aap ka exam RJ me hi hoga.

Ramesh chander pal ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke yadi kisi ko writer ki aweshkta ho to mujh se sampark karen is number pe 9871684342 han lekin kewal dehli me.

Rajendra Kanpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se caller ko Kanpur blind school ke principal ka number de rahe hai jo number hai 9450063663

blind wayakti Ramesh chander pal ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller ko bata rahen hain ke Sikandrabaad me 53 sits hai.

Kanpur UP se VI wayakti Ramesh chander pal ji Hamaari vaani ke madhyam se do caller ko ans derahen hain pahle se bol rahen hain ke KVS me music teacher ki post hai ya nahi ye clear nahi hai aap online chek kar ligye. Dusre se bol rahen hain ke jahaan tak mujhe pata hai 10 ke bad nahi balki 12 ke baad computer traning hota hai.

Blind wayakti Ramesh chander pal ji Hamaari vaani ke madhyam se callers se bol rahen hain ke wo jo bhi news record krate hain wo sahi ho tabhi record kiya karen abhi kuch dino phale Jagriti sharma ka number kisi ne record kiya tha usme call nahi lagta hai.