Niraj kumaar blind wayakti aur unke kul guru Bharat ratn Bhargaw ji Jaipur RJ se Hamaari vaani ke madhyam se apne sanstha Bharat ratan bhargav natyakulam ki jaankaari dete hue bol rahen hain ke Hamaari vaani pe unke sansthaa ke baare sune ke baad Rajasthaan ke alawa Jharkhand, Bihaar, Hariyana, Panjaab, UP, MP aur CG se logon ke call aaye.
