Somnath Champa,[C.G.] se Hamari Vaani ke madhyam se Raipur me blind school ke bare me jankari mang rahe hai ya phone number .
GJ se Kiran ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke jo wiklaangon ke liye alag rashan card ban raha hai usme Chawal aur Gahun kitne me milenge.
GJ se blind wayakti Arvind ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller Reshma ji se bol rahen hain ke mujhse sampark karye mai aap ko writer provide karwaadunga.
Arvind Gujrat se Hamari Vaani ke madhyam se agriculture training ke bare me jankari de rahe hai.
GJ se blind wayakti Gignesh ji Hamaari vaani ke madhyam se rozgaar ki jaankaari maang rahen hain.
Patan distik GJ se Bharaat thakur ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke kya wiklaang ko aarogya sewa milta hai.
Parwesh Bhavnagar,[GJ] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari de rahe hai ye uniform ka business start kiya kisi ko yadi banwana hai to contact kare number hai 8141412043
Mukesh Patel Gujrat se Hamari Vaani ke madhyam se Mahendra ko reliance foundation ka number de rahe hai jo number hai 18004198800
Blind wayakti Bharat thakur Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke wiklaang ke liye jo yojnaayen chalti hain kya wo brail me likhi hui kahin milingi?
Bharaat thakur ji blind wayakti Hamaari vaani ke madhyam se jaankari maang rahen hain wiklaangon ke liye help line number ki.
