Blind wayakti Bharat thakur ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahe hain ke mujhe pata chala hai ke kender sarkaar ke taraf se wiklaangon ka koi sarwe ho raha hai mujhe iski puri jaankaari chahiye.

Tata Agriculture GJ se Sharad ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke jise bhiTata Agriculture me traning krna hai wo is number pe sampark karen 9925815459.

Blind wayakti GJ se Mukesh patel ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hai ki mere aadhaar card me mobile no nahi attach hua hai to ise attach karwane ke liye kahaan jaana hoga?

Blind wayakti GJ se Mukesh patel ji Hamaari vaani ke madhyam se Hamaari vaani ki parshansha kar rahen hain.

CG se Somnaath chandra ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke labtop bina pardhe likhe logon ko mil sakta hai.

Somnath Champa,[C.G.] se Hamari Vaani ke madhyam se Raipur me blind school ke bare me jankari mang rahe hai ya phone number .

GJ se Kiran ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke jo wiklaangon ke liye alag rashan card ban raha hai usme Chawal aur Gahun kitne me milenge.

GJ se blind wayakti Arvind ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller Reshma ji se bol rahen hain ke mujhse sampark karye mai aap ko writer provide karwaadunga.

Arvind Gujrat se Hamari Vaani ke madhyam se agriculture training ke bare me jankari de rahe hai.

GJ se blind wayakti Gignesh ji Hamaari vaani ke madhyam se rozgaar ki jaankaari maang rahen hain.