Gautam Merut,[U.P.] se bata rahe hai ki pension online kaise apply karte hai.
Gautam Merut,[U.P.] se caller ko bata rahe hai ki braille ke bina bhi audio me [padhai kar sakte hai.
Gautam Merut,[U.P.] se bata rahe hai ki railway group-c me typing must hai.
Gautam Merut,[U.P.] se bata rahe hai ki rastriya tandan university me private se special b.ed hota hai.
Gautam Merut,[U.P.] se bata rahe hai ki saksam me braille watch sahi hota hai ya kisi titan ke shop me bhi hota hai.
Chandan Merut,[U.P.] se caller ko bata rahe hai ki apne post office se pata kare ki braille patrika aa raha hai ya nahi.
Nitin Merut,[U.P.] se puch rahe hai ki computer or laptop me alag alag jaws download kiya jata hai.
Gaurav Merut,[U.P.] se bata rahe hai ki braille calender me sabhi festival ke bare me diya rahta hai.
Merath UP se Dinesh ji jaankaari derahen hain ki MH ke choklet facktry ab blinds ko job nahi deraha hai.
Gautam ji Merath UP se ik caller ko jaankaari derahen hain ke yadi aap upkran kisi camp se lete hain to nishulk milega anyatha khridna hoga.
