Kota RJ se blind wayakti Manoj ji Hamaari vaani ke madhyam se Dipak ji se bol rahen hain ke aap ne jo jaankaari di thi mujhe medical dubara banwane ke liye wo mere kaam aai aur ab mujhe jaanna chahta hun ki mera 10 ka marks sheet gum ho gaya hai mai use dubara khud se kaise nikaalun mere sath office tak jaane waala koi nahi hai.