Almorda UK se Dipak panday ji Hamaari vaani ke madhyam se Shriram sahu ji ko ans dete hue bata rahen hain ke sardak par karne me madad kare aisa koi ken hai kya aap ne pucha hai to mai bataaun ik Smart ken naam ki device hai aur jahaan tak korniya ka baat hai to kornia ke liye koi chashma to nahi hain lekin opration se kritrim kornia lagane se roshni aajaati hai.
