Almora UK se Dipak panday ji Hamari vaani ke madhyam se jaankari dete hue bata rahen hain ke UK se wiklaang wayakti yadi saw rozgar shru karna chahte hain aur unhen rin ki aweshakta hai to wo "Rashtriyewiklaang witye ewam wikaas nigam" ke tahat milne waale rin ka laabh le sakte hai. Ye laabh lene ke liye "Uttraanchal bahuudeshye witiye ewam wikaas nigam" se sampark kar sakte hain iska mukh kaarayalay Dehradun me hai.