bamdah panchayat k tarakhar gaw se, sonodi marandi bol rhi hai ki milk ka khana kaise bna jata hai. wo bol rhi hai ki sabse pehle milk ko gram kiya jata hai or rice ko bhi gram pani m dala jata hai isske bad swad k liye kismis chuhara etyadi dala jata hai or milk ka khana taiyar ho jata hai danyawad.
ektara gaw se barki marandi kode leto k bare m bta rhi hai wo bol rhi hai ki kode ko ache se safai krke pani ko gram krke leto bnaya jata hai or usske sath munga ka sag milakar khaya jata hai
ektara gaw se surujmuni soren bol rhi hai. gehu ka leto kaise bnaya jata hai. wo bol rhi hai ki sabse pehle gehu ko rice ki tarah pisa jata hai or rice ki tarah hi chawal taiyar kiya jata hai or taiyar kiya huea gehu ko gram pani m dala jata hai. iss prakar se gehu ka leto taiyar kiya jata hai. or sabji k sath khaya jata hai.
pipra gaw se, samel tudu bol rhe hai, murgi bimari thik hone ka dawai k bare m, wo bol rhe hai ki pyaj, alovera or sikmari ki dawai ko piskar bnaya jata hai or murgi ko bund-bund kr pilaya jata hai isse murgi bimari thik ho jata hai.danyawad.
pojha panchayat k burikhar gaw se baisi hembrom bol rhi hai ki kode lathi k bare m pani ko pura gram krke k bnaya jata hai
sikitiya gaw se soboni besra bol rhi hai ki sag sabji khane se iron or vitamin milti hai or meet khane se bhi protin milti hai
village sikitiya se binita tudu bol rhi hai ki aaj kal k session m sohray purb chal rha hai jo ki bhut khusi or ulass ka din hota hai iss purb m khas kar bhai bahan sath m miljul kar khate pite hai or khusi mnate hai
village phojha se teresa murmu bol rhi hai ki aaj kal bhut thand par rhi hai or sath hi sardi khasi bhi bhut ho rhi to in sab se bachne ke liye ya sardi khasi se bachne k liye aap log gur tulsi ka pta or kacha haldi ko mix kr pani m garm krke pi sakte hai isse aapki sardi khasi chut jayegi danyawad.
pojha panchayat k sikitiya gaw se rinki hansda bol rhi hai ki agar koi bhi mahila apne bache ko dud nhi de pa rhe ho to wo rasgula ka prog bhi kr skte hai kyonki wo bhi dud se hi bnaye jate hai isliye fayde mand hai danyawad.
yah dawai fild m milti hai jiska nam hai sunum mua raan or yah dawai murgi ko khana ke sath mix krke khilaye.danyawad.