Download | | Get Embed Code

Doli besra,lewda. bhelwa ek prakar ka dawa hai ,hath paw me chot lagnese kahi ghaw ho jata hai,uspar bhelwa ko kat karke garam karke lagane se ghaw thik ho jata hai aur khasi honepar ek tinka me suta lapet kar tonesil me bhelwa aur namak lagane se khasi thik ho jata hai

doli besra ,ledwa.munga ka ful ka Roti banane ke bare me beronika didi batayi pahle munga ka ful ko tore aur saf kiye iskebad ful ka sabji banaye aur Atta me mila ke sane iske bad roti banye

Aryan tudu dumka.hemlal da jo jangli fal ke bare me bataya usko kacha khana ya pkake khana hai uska jawab hemlal da de

Download | | Get Embed Code

pinkey murmu ledwa ek gana ga rahi hai ,amah ti amah jindgi chahem uraw chahem dohoy acur bihar buru tala te ,ye gana mere dadagi ne mujhe sikhaya tha, johar ge

Phulmani Besra Pachuadhi Gawn se kahti hai ki gawn aur sahar ke khane me bahut antar hai. wo kahti hain ki shahar wale log jada khad khate hain lekin gawn me prakritik khana milta hai.

Download | | Get Embed Code

selin murmu pacwadi ger upajaw ke bare me jankari di ,ye chig jangal me milta hi ar hamlog late hi roti ar sabji banate hi, chati ar putka ke bare me batati hi

sunita kisku bujusar ,samuh ke betak me charcha kiya ki dolog aye aur bol rahai the ki jondra ,madwa aur bajra khane se sarir me khun hota hai Aaj ke time me sab kuch me khad lagta hai es liye jayda tar bimar hota hai

patya devi bujusar ,kobi ke sabji kese banaya jata hai uske bare me bataya ki kobi ke sabji me tel ,payaj,lasun,namk,haldi aur garam masla ye sab masla lagane se sabji khane me achha lakta hai

Binod Soren udaipur ,my didi sabke sath baytha hun ki thand badene ke karan hath per kam nahi kar raha aur sarkar se parathana hai ki budha, budhi,aur chota bacha ko kambal aur soytar milna chiye

Samel Tudu pipra sol murgi ke jaributi dawai ke bare me bataya ki murgi ke ankh,ful,choch me fora hone par gote ka ganta pis kar bhat me mila kar dena