Bharat Patan,[GJ] se Hamari Vaani ke madhyam se bol rahe hai ki yeh channel bahut achcha kam kar rahi hai disables ke liye or mai request karta hu ki isi tarah chalate rahe.
Bharat Patan,[GJ] se Hamari Vaani ke madhyam se Maharastra ke packing company ka address or number mang rahe hai.
Bharat thakur ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ki GJ me koi aisi sanstha hai jahaan sabhi parkaar ke wiklaangon ko rakh kar traning diya jaata hai agar han to mujhe bataayen.
Blind wayakti Patan GJ se Bharat thakur ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ki blinds ka railway conseshion pass ke baare puch rahen hain?
Bharat thakur ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain address agricalchar traning center ka jo ke MH me hai.
Patan GJ se Bharat thakur ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke jo disable penshion milta hai Rs 600 usme bardhotri hui hai kya.
Patan GJ se blind wayakti Thakur Durga ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hai ki mujhe job chahiye kisi ko jaankaari ho to mujhe bataayen.
GJ ke patan se blind wayakti Bharat thakur ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke yadi koi Bank kisi blind ko lone dene se mana karti hai to kya sarkaar ka koi suvidha pardaan ki jaati hai ya nahi yadi haan to address aur number ki jaankaari den.
Bharat Patan,[GJ] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari de rahe hai ki Patan jile me ek old age home hai jaha rahna or khana free hai.
Bharat Gujrat se Hamari Vaani ke madhyam se jankari mang rahe hai ki Gujrat me koi computer training hai 3 months ya 1 year ka.