Bharat Patan,[GJ] se reliance foundation ka number mang rahe hai.
Bharat Patan,[GJ] se puch rahe hai ki aisa koi NGO ya association hai Ahmedabad me jo disable ke liye work karta hai.
Bharat Patan,[GJ] se jankari de rahe hai ki 12 january ko Bhavnagar me hindi hall me blind conference hone wal hai.
Bharat Patan,[GJ] se Deepak Pandey se jankari mang rahe hai ki ghar me rahkar kaun sa rozga kar sakte hai.
Patan GJ se blind wayakti Bharat thakur ji jaankaari derahen hain Wastrapur me 3 dec ko rozgaar mela ka aayoujan ho raha hai blinds ke liye.
Bharat Thakur Patan,[GJ] se jankari mang rahe hai ki PAN card kaise banta hai or kya process hai.
Bharat thakur ji Patan GJ se blind wayakti puch rahen hain ke GJ me kya railway ka form aaya hai?
Bharat thakur ji puch rahen hain ke bhawnagar me blinds ka jo aayojan hota hai uski date kab hai.`
Bharat Thakur Patan,[GJ] se Parwesh se jankar mang rahe hai ki blind ke liye Gujrat me koi job hai.
Bharat thakur ji puch rahen hain ke kya blind ko posst office me job mil sakta hai.