शम्भू , वेस्ट बंगाल से पूछ रहे हैं की ओके गूगल और असिस्टेंट गूगल एक ही है या अलग अलग है

Akhil W.B. se puch rahe hai ki disable ke liye kya government scheme hai jiske madhyam se wo kuchh kar sake.

VI wayakti WB se Akhil barman ji puch rahen hain ki kon kon se states me blinds ko science pardhaya jaata hai.

Vimal W.B.se NIVH Calcutta branch ka number mang rahe hai.

Vimal Mahto W.B. se puch rahe hai ki NIVH me kaun kaun sa training hota hai.

Parmod Pardhan ji WB se puch rahen hain ke kausal wikaas youjna me kya VI kaam kar sakte hain.

Sambhu W.B. se puch rahe hai ki talk back ke sath kam dam me android mobile kaun sa hai.

Bardawan WB se Suraj yado ji ik caller ko NIVH ke talking laibrary ki jaankaari derahen hain aur Div nain namak device ki bhi jaankaari derahen hain.

Blind wayakti Kolkata WB se Narayan ghosh ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ki mujhe smart phone chahiye kahaan se milega.

Aasansol se Suraj yado ji Hamaari vaani ke madhyam se bata rahen hain ke writer koi bhi chalega junior ya sinior dono aur writer ka form addmitcard ke saath hi fill hoga.