Manjit singh ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller se bol rahen hain ke aap ne bataaya hai ke Dehradun me CD mil sakti hai lekin aapne address ya number nahi bataaya so number bataayen.
Mahendra Dehradun,[U.K.] se Hamari Vaani ke madhyam se bata rahe hai ki patrika NIVH se bhi le sakte hai.
Mahendra Singh Dehradun se Hamari Vaani ke madhyam se sabhi callers ko motivate kar rahe hai ki ek group bana kar koi buisness kare or isme government bhi help karti hai.
Mahendra Singh Dehradun,[U.K.] se Hamari Vaani ke madhyam se kisi caller ko NIVH ka number de rahe wo number hai 01352736122 ,01352738122
Mahendra Singh Dehradun,[U.K.] se Hamari Vaani ke madhyam se Sachin ko NIVH ka number de rahe hai jo number hai 01352735350
Mahendra Dehradun,[U.K.] se Hamari Vaani ke madhyam se caller ko bata rahe hai ki Kuran NIVH me mil jayega
Mahendra Dehradun,[U.K.] se Hamari Vaani ke madhyam se reliance patrika ka number mang rahe hai.
Dehradun UK se blind wayaktai Mahendera singh ji Hamari vaani ke madhyam se ik caller se puch rahen hain ke aap ko Dehradun mekahan ka number chahiye record karen tabhi mai aap ko number desakunga kunki wahan NIVH me school, tranings and brail jpress chalta hai.
Blind person Mahender singh ji Dehradun UK se Hamari vaani ke madhyam se Bhawnagar GJ ke caller se bol rahen hain ke aap ne kaha tha ke UDID ko manyata nahi mili hai so isa mat kariye ki galat jaankari den agar aisa hota tao ye caard banta hi nahi aur ye caard mera ban chuka hai
Mahender singh ji Dehradun se blind student Hamari vaani ke madhyam se jaankari derahen hain ke Sawaawlamban card ko banwane ke liye office jaane ki zarurat nahi hai ise online apply kiya jasakta hai ziyada jaankari ke liye Eyeway help desk se sampark karen is number pe number hai 180030020469
