RJ se Sitaram jaath ji ik caller ko jaankaari derahen hain toll free number ki jiski madad se MH, Goa, RJ etc states ki jaankaari mil sakti hai number hai 1800222014.
RJ se Sitaram ji puch rahen hain ki jaise hamare yahaan B.A B.Ed 4 saal ka karwaya jaata hai matlab 4 saal me B.A aur B.Ed puri hojaati hai to kya isi tarah other states me bhi karwayajaata hai?
Hemant Jaipur,[RJ] se NIVH ka number mang rahe hai.
Brijesh caller ko Gorakhpur blind school ka number de rahe hai jo hai 9450328440
Brijesh caller ko smart cane ke bare me bata rahe hai or bata rahe hai ki ye kaha kaha mil jata hai.
सिताराम जाठ जी राजसथान से रिलायंस फाउंड़ेशन के बर्ेल पर्ेस का नमबर मांग रहें हैं.
राजसठान से सही राम जी पुछ रहें हैं की इलाहाबाद बैंक में जो रिक्तियां हैं उसकी आंतीम तिथी कब की है.
Brijesh caller ko blind school ke bare me bata rahe hai.
Brijesh caller ko bata rahe hai ki watch ke shop pe bhi braille watch sahi ho jata hai.
Brijesh caller ko smart cane or money reader device ke bare me bata rahe hai.
