ये जानकारी मांग रहें हैं की Flaxtop में जो पेपर का इस्तेमाल किया जाता है वो कहां मिलेगा।

HR se blind wayakti Ganesha ram ji ik caller ko Aadhaar card me sudhaar ki jaankaari derahen hain.

Divye joti andh widhalay HR se blind wayakti Krishm lal gautam ji jaankaari derahen hain ki hamari school me 1 julay se addmishion shru horaha hai hamara number hai

Brijesh caller ko bata rahe hai ki Gorakhpur blind school me contact kare waha 9 class me admission ho sakta hai.

Bharat thakur ji ik caller ko jaankaari derahen hain ki kewal medical se safar nahi kiya jaasakta hai safar karne ke liye railway aur bus pass ki hi zarurat hogi.

RJ se Irshaad ahmad ji puch rahen hain ki net pe dikha raha hai ki UDID mere ghar pe pahuch gaya hai lekin mujhe abhi tak nahi mila hai mai kya karun?

RJ se Pawan kumar ji ik caller ko Narayan sewa sansthaan ka number derehen hain jo ki hai 9649499999.

Dholak ram ji computer traning center ki jaankaari maang rahen hain.

Brijesh caller ko bata rahe hai ki competative exam ke book ke liye braille press me sampark kare.

Brijesh caller ko bata rahe hai ki saksham me talking tarazu milta hai.