pb se blind mahila Gagandip ji agarbatti ki traning ki jaankaari maang rahin hain.

PB se Blind mahila Gagandip ji puch rahin hain Dehradun me milrahe smart phone ke bare.

Punjaab se Gagandip ji puch rahi hain ke kya online maths blinds ko sikhaya jaata hai.

PB ke ik ashram se Satender singh ji ik caller se bol rahen hain ke aap mujhe apna address batayen main aap ko free me ken post kardunga.

PB se blind mahila Sanju ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahin hain ke kahaan cooking ki traning hoti hai mujhe jaankaari den.

Punjaab se blind wayakti Sarender singh ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke mai twelveth pass hun aur punjaab ya sentrel gov. ka post nikle to mujhe bataayen.

Blind wayakti Punjaab se Naman ji Hamaari vaani ke madhyam se ik app ID pro ki jaankaari derahen hain.

Download | | Get Embed Code

Punjaab se 50 warshiye blind wayakti Sarangi singh ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke yadi kisi ko jaankaari ho packing ke kaam ka Punjaab me to mujhe bataayen mujhe zarurat hai.

Blind wayakti Namaan ji Punjaab se Hamaari vaani ke madhyam se ik app "n vision ai" ki jaankaari derahen hain is app ki madad se not ki pachaan ho sakta hai aur print book bhi read karega.

Punjaab se Abhimanu kumar ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke agar kisi ko jaankaari ho agarbati, mombati aur chauk aadi ki traning kahaan hoti hai jaankaari ho to mujhe battaayen.