Raibraily UP se Ajay saini ji Dipak panday ji se puch rahen hain ke Eleqwas ko downlod kaise karenge.

Raibraily UP Dipak kumar yado ji UP ke logon ko jaankaari derahen hain ke maine aur Sawitri ji ne UP ke CM se wiklaang ke penshion ko bardhane ke sambandh me bat ki hai aur penshion 2000 rupai hone ki ummid hai lekin 5 dec ko 35000 wiklaangon ka samarthan dikhana hoga.

Raibraily UP se Ajay saini ji puch rahen hain ke kya Berozgar kaaryalai har jagha hota hai agar Raibraily me hai to mujhe batayen.

Raibraily UP se blind wayakti Bholaram wishwakrma ji puch rahen hain ke candal banane ke lliye die kahan se milega aur kacha maal kahaan se paraapt hoga.

Ye Raibraily UP se Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke kisi ne jaankaari di thi ki camp lagne wala hai to mujhe iske bare wistrit jaankaari chahiye.

Raibraily UP se Shabaab Ali ji Hamaari vaani ke madhyam se jaankaari derahen hain mahila orkstra ke bare bol rahen hain ke orkestra me shaamil hone ke liye is number pe sampark karen number hai 8115032153 aur 88115032021

Parshli blind wayakti Raibraily UP se Rakesh kumar sahu ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke yadi Modi kear company me blinds ko job diya jaata ho aur iski jaankaari jis kisi ko bhi ho to mujhe bataayen.

Raibraily UP se Ankit madra ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke Raibraily ke Laalgang me 17 taarikh ko dazyplayer witran ke liye camp lagne waala hai.

Rakesh sahu ji Raibraily UP se Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke mere document me kisi aur ka photo lag gaya hai to kya wo change ho paayega ya nahi.

Raibraily UP se Shabaab ali ji Hamaari vaani ke madhyam se Shabaab Ali ji Hamaari vaani ke madhyam se apne sanstha OM manaw uthaan ke baare jaankaari derahen hain.