गजेंद्र उत्तर प्रदेश से सुझाव दे रहें हैं की कंप्यूटर से सम्बंधित ऑडियो चलाया जाएँ।
गजेंद्र उत्तर प्रदेश से पूछ रहें हैं की जिनके पास रेलवे इ-कार्ड नहीं है उन्हें रेलवे टिकट कन्सेशन कैसे मिल रहा है।
Ekbal Ahmed Aligarh,[U.P.] se bata rahe hai ki NAB Jamalpur me 20 june se suru ho raha hai.
Ekbal Aligarh,[U.P.] se bata rhe hai ki training july me start ho raha hai.
Imran Aligarh,[U.P.] se puch rahe hai ki CTET me me writer kaise lagta hai or kitna marks lana hota hai.
Imran Husain Aligarh,[U.P.] se puch rahe hai ki medical certificate ko online kaise karte hai.
Imran Aligarh,[U.P.] se puch rahe hai ki dehradun me abhi bhi assistive aids mil raha hai yadi nahi to kab tak milega.
Imran Aligarh,[U.P.] se puch rahe hai ki M.A. ka form bharte samay roll number galat ho gaya hai to wo kaise sudhar hoga.
Imran Aligarh,[U.P.] se bol rahe hai ki inhone medical certificate ko online process kar diya hai ab kya krna hoga jankari mang rahe hai.
Alighardh UP se Riyaaz Ahmad ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke Flaxtop ke liye kahaan camp lagraha hai.
