MP se blind wayakti Rajnish badhil ji ik caller ko jaankaari derahen hain ki Dehli ke Sakcham me flaxtop 7000 Rs se 85000 Rs tak miljaayega.
Jitender thomar ji puch rahen hain ki labtop sasta me kahan milega aur yadi sakcham se lena ho to kya karna hoga.
Kamlesh kumar bhirwe ji Kala bhai ke sanstha ka number maang rahen hain.
Kali charan ji bol rahen hian ki NIVH me masaaj traning me addmishion kab hota hai aur qulification kya maangta hai.
Kalicharan puch rahe hai ki aadhar card me mobile number change kaise hoga.
Vidya sagar ahirwaar ji puch rahen hainki kya MP waalo ke liye D.Ed ke form jaari hochuken hain.
Kajal puch rahi hai ki bible braille me free me kaha milta hai.
MP se Vinod paal ji inter ke liye blind school ki jaankaari maang rahen hain.
मध्य पर्देश से शाहिद ख़ान जी वाध्य यन्तर की जानकारी माग रहें हैं।
Shahid Hushanagabad,[M.P.] se caller ko bata rahe hai ki pension kaise phir se strat karenge.
