Kamlesh Chhindwara,[M.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se modi care job ke bare me jankari de rahe hai.

Blind wayakti Chindwarda MP se Ravi bharaskar ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke maine HV pe Modi kear company ke bare suna tha aur mai wahaan gaya mujh ewaakai laga ki yahaan se bahut hi faida hoga aur mai sabhi se niwedan karta hun ki sabhi is company se jurdye.

Ravi Chhindwara,[M.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se NAB Rajasthan ka number mang rahe hai.

Chindwarda MP se blind wayakti Ravi bharaskar ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke yadi kisi ko pata ho ki bolne wali tarazu kahan miligi to Hamaari vaani pe record karen.

Sangeeta Chhindwara,[M.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se bata rahi hai ki 20 August ko Chhindwara me smart card banane ke liye camp lag raha hai,

Khaan ji Chindwaarda MP se Hamari vaani ke madhyam se ik caller se puch rahen hain ke aap ne jo bataya hai ke kachari me rozgar mil sakta hai to ye bhi batayen ke kon kon se rozgar mil sakte haine

Kamlesh kumar bhirwe ji Hamari vaani ke madhyam se Atal penshion youjna ka tollfree number mang rahen hain.

Deepak Yadav is speaking from Chhindawara,[M.P.] through hamari vaani that he is telling they are going to conduct innogration of blind munch on 5th August at Chhindwara.

Dipak yado ji Chinwarda MP se blind parson Hamari vaani ke madhyam se Manish ji ko bata rahen hain ke Jio ke phone me talks nahi hai aur jahan tak bat hai number pad bolne ki to han sirf numpad talking hai baki koi bhi option talks saported nahi hai.

Download | | Get Embed Code

Ravi bharaskar ji Chindwarda UP se Hamari vaani kmadhyam se puch rahen hain ki agar disables ke liye koi aashram ho to batayen.