Blind wayakti Jaipur RJ se Kapil warma ji Hamaari vaani ke madhyam se jaankaari derahen hain ke Netrihin kalyaan sangh widhaalay Jaipur RJ 26,27 aur 28 ko apni 50 warshgaath manaa raha hai aur karye karam aayoujit kar raha hai.