Ludhiyana PB se Ram singh ji Hamaari vaani ke madhyam se Hamaari vaani ki tarif kar rahen hain aur callers se request kar rahen hain ki wo recording karte waqt phone ko muh se sataya na karen aisa karne se aawaaz clear nahi aati hai.