Madhu guru ji Amrawati MH se Hamari waani shrotaawoon se bol rahen hain ke wo fek jaankari record na karaya karen kun ki aisa karne se Hamari waani pe bura parbhaaw pard sakta hai, Hamari waani bahut hi acha platform hai jiske madhyam se ham log ik dusre ko jaankari dete hain.