Mr Vireen CG se blind wayakti baat kar rahen hain ye Aabhilasha blind school me sichak hain inka kahna hai ke Hamari vaani ke taraf se bataye gaye Arunachal pardesh ke job men aanshik rup se andhe aur bahre shabd ka paryoug kiya gaya tha jo ke ashikhit warg ko to shobha deta hai kintu shikhit warg ko nahi to in shabdon ke jagha drishty badhit aur shrwaan baadhit shabdon ka paryog kya ja sakta hai.
