pojha panchayat k burikhar gaw se, baisi hembrom bol rhi hai ki agar hath paw n kam krne pr usko thik hona ka dawai ke bare m wo bol rhi hai ki agar hath paw n kam krne pr usske liye datra ka fal or chakniaa chall or akawnaa ka patha or lasun or sindwari ka age wala hissa ka pata or sarso ka tel ko gram krke hath paw m lagaye roj isse thik hota hai
bamdah panchayat k tarakhar gaw se, sonodi marandi bol rhi hai ki milk ka khana kaise bna jata hai. wo bol rhi hai ki sabse pehle milk ko gram kiya jata hai or rice ko bhi gram pani m dala jata hai isske bad swad k liye kismis chuhara etyadi dala jata hai or milk ka khana taiyar ho jata hai danyawad.
song sunaya gya hai ektara gaw se surya hembrom.
ektara gaw se priya hembrom n gana sunaya hai.
ektara gaw se barki marandi kode leto k bare m bta rhi hai wo bol rhi hai ki kode ko ache se safai krke pani ko gram krke leto bnaya jata hai or usske sath munga ka sag milakar khaya jata hai
ektara gaw se surujmuni soren bol rhi hai. gehu ka leto kaise bnaya jata hai. wo bol rhi hai ki sabse pehle gehu ko rice ki tarah pisa jata hai or rice ki tarah hi chawal taiyar kiya jata hai or taiyar kiya huea gehu ko gram pani m dala jata hai. iss prakar se gehu ka leto taiyar kiya jata hai. or sabji k sath khaya jata hai.
pipra gaw se, samel tudu bol rhe hai, murgi bimari thik hone ka dawai k bare m, wo bol rhe hai ki pyaj, alovera or sikmari ki dawai ko piskar bnaya jata hai or murgi ko bund-bund kr pilaya jata hai isse murgi bimari thik ho jata hai.danyawad.
nawadih panchayat k lawadih gaw se sangram hansda bol rhe hai ki sugar bimari ka ilaj kisi k pass jankari hai to kripya btaye danyawad.
gidhon marandi ektara gaw se jo ki ek gaw ka pradhan hai wo ek song suna rhe hai
pojha panchayat k burikhar gaw se baisi hembrom bol rhi hai ki kode lathi k bare m pani ko pura gram krke k bnaya jata hai
