Priya Murmu Ledwa ki didi Jangal se lav milne ke bare me batayi,Ghar banane chulha jalane aur hal banane me Lav milta hai

Transcript Unavailable.

Mujilal Marandi badgunda ye dada ka kahna hai ki group me judne se keya subidha milta hai

Nunulal besra pacwadi ,se ye dada rasan card ke bola ki hamlog ka rasan card jo hai 2008 se 2011 tak ka hai aur bahut din rasan card ka charcha ho raha hai lekin avi tak koy sunway nahi huwa

jangal Me kya kya sabji milti hai, masrum milti hai masrum kyo khate ho ? masrum kha kAr tagat Milti hai

Download | | Get Embed Code

Sonamuni Soren Gaaw Badgunda ,chakai Jamui Se aap log chiragvaani se bahut kuchh batate ho bhukh ki peyas ki Garib Aadmi garib hi rah jati hai or aamir aadmi to aamir hi rah jati Garib aadmi ko aage badhane ke liye samadhan chahye

mera name kalayani or jo sonalal bhaiya ne bataya wo kahani hamkoachha laga or me l.k.g.me parahai kr raha hu or me class me bahut achha dhayan se pad raha hu usi liye haam fartsstandin paraft kiye hai or me yahi binti hai je ki iska kahani sun kr haam bhi age ka teyari kru or me bhi vijay ghosit ho jaye or mera sapna hai paylot bane sablog ko johar

makhay me pilu lagne ka daway par jankari

makai tegu khane se kaise bacha sake usaka upay bataye