pinkey murmu ledwa ek gana ga rahi hai ,amah ti amah jindgi chahem uraw chahem dohoy acur bihar buru tala te ,ye gana mere dadagi ne mujhe sikhaya tha, johar ge
Phulmani Besra Pachuadhi Gawn se kahti hai ki gawn aur sahar ke khane me bahut antar hai. wo kahti hain ki shahar wale log jada khad khate hain lekin gawn me prakritik khana milta hai.
selin murmu pacwadi ger upajaw ke bare me jankari di ,ye chig jangal me milta hi ar hamlog late hi roti ar sabji banate hi, chati ar putka ke bare me batati hi
Sucila murmu lewda ek larki ke kahani ,larki ka name thi rani skul ja rahi thi to raste me ek powdha dikhai diya powdha me ek bhi pata nahi tha to rani botal pani thi to us powdha me dal diya uske bad us powdha me pata hara bhara ane laga to ek din jab rani udhr se gujar rahi thi to powdha hane laga tab usi tarh manusya bhi bimar me udas rahte hai aor sowsth hamlog hansi khusi rahte hai ye kahani se keya samjh me aya
Sri Ram murmu paheli bataya jisme wo poocha..mehmen kon hai jangal ka. to uska jabab hai Hathi.
sunita kisku bujusar ,samuh ke betak me charcha kiya ki dolog aye aur bol rahai the ki jondra ,madwa aur bajra khane se sarir me khun hota hai Aaj ke time me sab kuch me khad lagta hai es liye jayda tar bimar hota hai
patya devi bujusar ,kobi ke sabji kese banaya jata hai uske bare me bataya ki kobi ke sabji me tel ,payaj,lasun,namk,haldi aur garam masla ye sab masla lagane se sabji khane me achha lakta hai
Binod Soren udaipur ,my didi sabke sath baytha hun ki thand badene ke karan hath per kam nahi kar raha aur sarkar se parathana hai ki budha, budhi,aur chota bacha ko kambal aur soytar milna chiye
Samel Tudu pipra sol murgi ke jaributi dawai ke bare me bataya ki murgi ke ankh,ful,choch me fora hone par gote ka ganta pis kar bhat me mila kar dena
Parmod Murmu Ledwa,ek dada jee ka kahani bataya ki ek budha khajur ka per me charha tha dhoti me mobail rakha tha phone aya dhoti se phone nikala helo kiya gir gaya uska beta aya thapar mar kar chala gaya
