bamdah panchayat k tarakhar gaw se santosh marandi bol rhe hai ki aaj kal log mota aanaj nhi kha rhe hai jabki bajar wala chawal kha rhe hai jo ki usme takat nhi hai takat mota aanaj m hai issliye mota aanaj khana chahiye usse der sara carbohadred milti hai danyawad