Munga ful pakodi ke bare me bata rahi hun , jese ki munga ful ko tod kar achhe se saaf karna , eske baad munga ful ko wasp kar ke nikalna , phir besan me mix karna , us pr masala milana mirch , haldi, namak , etc. pakodi bana kar bahut sawadist lagta hai, or bitamin bhi mitla hai.
