main padna chahti hun or bache ko dekh kar bahut pachhtaw ho rahi hai jab main school jana chahti hun us time hi mata pita kaam karne bolte hai aysa dekh kar mujhe rona aati hai akhir mujhe ko kyo nahi bhejta hai padne ke liye aap log hi mere mata pita ko bole mujhe padne bheje