Brijesh caller ko bata rahe hai ki natykulam me computer or braille ki training di jati hai.
Sitaram bata rahe hai ki Jalgaon me ek sanstha hai jo competitive exam ki training deti hai adhik jankari ke liye sampark kare 0257-2242299
RJ se Ganesh kumar ji Eyeway ka number aur netrhin parishad ka number maang rahen hain.
Natyakulam RJ se Hemant sharma ji jaankaari derahen hain ki hamaare yahaan 1 mahina ke liye camp ka aayoujan kiya jaaraha hai jisme dans, music aur natak sikhaaya jaayega iske liye addmishion 15 tarikh se shru hogaya hai.
RJ se Pawan kumar danawtiya ji LNKO ka number maang rahen hain.
Sitaram jaath ji Ritu ji se joti rigamaya sanstha ka number maang rahen hain.
Brijesh caller ko bata rahe hai ki Chitrakoot me HI bachho ke liye school hai.
Brijesh bata rahe hai ki AICB or NIVH me SSC exam ke liye book or recording milta hai.
Brijesh caller ko bata rahe hai ki ssc mts ka form apply kar sakte hai.
Brijesh caller ko ssc ke exam ke writer ke bare me bata rahe hai.
