Blind mahila Alwar RJ se Shweeta ji Hamaari vaani ki madhyam se bol rahin hain ke mujhe wistaar se UDID ki jaankaari chahiye.

Hemraj Alwar,[]RJ] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari mang rahe hai ki PO exam me exam writer kaisa chalega.

Mohamad Mustakh Alwar,[RJ] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari mang rahe hai ki railway ke exam me secribe ke liye kaun kaun sa documents chahiye.

Mohamad Mustakh Alwar,[RJ] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari de rahe hai ki railway group d ka admit card 30 september se download hoga.

Alwar RJ se Muhammad Mushtaaq ji Hamaari vaani ke madhyam se jaankaari derahen hain ki Railway exams ka admitcard ka notification aagaya hai aur aap log website me jaakar exam kon se date ko hai aur center kahaan hai jaan sakte hain.

Mustakh Alwar,[RJ] se Hamari Vaani ke madhyam se caller ko jankari de rahe hai ki Sikandrabad railway me VH ke liye 53 vacancy hai.

Mustakh Alwar,[RJ] se Hamari Vaani ke madhyam se NIOS ki jankari de rahe hai or uska number bhi bata rahe hai jo hai 18001809393

Alwar RJ se blind person Muhammad Mushtaaq ji Hamaari vaani ke madhyam se jaankaari derahen hain ke Railway group D ka exam 17/9 se shru ho raha hai.

Mohamad Mustakh Alwar,[RJ] se Hamari Vaani ke madhyam se kisi caller ko jankari de rahe hai ki pension kaise banana padta hai.

Muhammad Mushtaaq ji blind hain aur Alwar RJ se Hamari vaani ke madhyam se ik caller ko jaankari derahen hain ke jis tarah normal logon ka bank account khulta hai usi tarah blinds ka bhi account khulta hai agar aap ko bank manager pareshaan kar rahen hain to aap thana me shikaayat darj karwa sakte hain aap ki madad ki jaayegi