Blind wayakti Amit ji puch rahen hain ki mujhe RJ banna hai to mujhe kya karna hoga?

MH se blind wayakti Ganesh nigam ji Reliance foundation ka number maang rahen hain.

MH se AAshish sharma ji puch rahen hain ki ITI aur MSIT me kya antar hai.

Ganesh Maharastra se puch rahe hai ki last year mera exam chhut gaya to kya mai is year B.A. part 1 ka exam de sakte hu ya mujhe admission lena hoga.

Ganesh puch rahe hai ki swalamban card kaise or kaha se banta hai.

Ajay Maharastra se caller ko I-tel mobile jisme talk back hota hai uska modal bata rahe hai.

Download | | Get Embed Code

Hamari Vaani ke madhyam se radio udaan pe aane wale music program ke bare me jankari de rahe hai.

MH se ye puch rahen hain ki talking calculater kahaan milega.

Sabana puch rahi hai ki computer course me jo MS IT or MS office ke kya use hai or kis kam me aate hai.

Ye ik caller ko jaankaari derahen hain ki apna medical aadhaar aur photo lekar DRM office jaayen aap ka railway pass banjaayega.