Dilip Jalna,[MH] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari mang rahe hai ki kya braille sheet market me mil sakta hai.

Dilip ji blind person MH se Hamari vaani ke madhyam se ik caller ko answer dete hue bol rahen hain ke Dr Bhim raw ambedker ka sanwidhaan 1- 12 tak ki books me hoti hai aur aap NAB se sampark kar sakte hain.

Jaalna MH se Gangaram Gayakward ji Hamari vaani ke madhyam se mobile vaani jaisi aur koi tollfree number maang rahen hain.

Jaalna MH se Gangaram gayakward ji Hamari vaani ke madhyam se puch rahen hain singing course kahan hota hai mujhe karna hai

Ganga Jalna,[MH] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari mang rahe hai ki first year ka audio book kaha milega.

Dilsad Jalna,[MH] se Hamari Vaani ke madhyam se bata rahe ki pension ke liye tahsil se sampark karna padaega.

Ganga is talking from Jalna,[MH] through hamari vaani that he is giving helpline number of NAB[Mumbai] which is 022-24935370

Dilip ji blind person Jalna MH se Hamari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke first year ke exam me kya junior writer lekar jaana hoga?

Ganga ram gayakward ji Jalna MH se Hamari vaani ke madhyam se Jaalna ke Samaj kalyan adhikari ka number maang rahen hain.

Rajkumar ji Hamari vaani ki madhyam se jaankari de rahen hain ke jo bhai bhan nahi pardh paaye hain wo Date of birth certfiket banwa kar NIOS se online form fill kar sakte hain