Akash Aurangabad,[MH] se puch rahe hai ki rpwd act kya hai.
Ishaq Shekh Aurangabad,[MH] se puch rahe hai ki new user ke liye kaun sa android mobile sahi hota hai blind ke liye.
Aurangabaad MH se blind wayakti Ajay ji Archana ji se puch rahen hain ke jo camp lagraha hai kya usme MH ke log bhi jaa sakte hain.
Akash Auranagabad,[MH] se jankari mang rahe hai ki caste certificate banane ke liye kya kya document lagta hai.
Aurangabaad MH se blind wayakti Aakaash ji Sriram sahu ji se bol rahen hain ke aap mera margdarshan karen kunki mai sangit ke chetr me jaana chahta hun.
Aurangabaad MH se blind wayakti Ishaaq shaikh ji Dipak panday ji se puch rahen hian ke jo wiklaang aarthik rup se kamzor hai to kya use sarkaar ke taraf se wakil ki madad milti hai aur kya Jio2 lonch ho gaya hai agr han to kya usme talks hai?
Aurangabad MH se blind wayakti Shaikh Isak ji Hamaari vaani ke madhyam se Dipak panday ji se puch rahen hain writer ka new rule kya hai.
Aurangabad MH se Ajay ji Hamaari vaani ke madhyam se Modi kear ka tollfree number maang rahen hain.
Aurangabaad MH se Faruq kuraishy ji Hamaari vaani ke madhyam se Jaankaari derahen hain ke apang youjna ke zarye se disables jo kuch na kuch kaam me lage hue hain unhen loane diya jaa raha hai nagar parishad se.
Gangapur Aurangabaad MH se Faruq kuraishy ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke blind certfiket se loane kaise liya jaa sakta hai?
