Andh parkaash vidhallay HR se Murari ji Ritu ji ko apne school ki jaankaari derahen hain.
Nitin Haryana se puch rahe hai ki ssc mts application form ko apply karne ka age limit kya hai.
Bhanu partaap singh ji HR se ik caller ko jaankaari derahen hain ki MTS ke papers writer ke madhyam se hi hoga.
HR se Nitin ji jaankaari derahen hain ki SSC MTS me ye menshion nahi hai ki kahan kitna sit hai aur iski last date 29/5.
Pawan puch rahe hai ki aisa koi institute bataye jaha
Shubhaash bhardawaaj ji ik caller ko aashram ki jaankaari derahen hain.
Dharamveer Haryana se bata rahe hai ki sneha jyoti old age ke bare me jankari de rahe hai adhik jankari ke liye call kare 9468266044
Blind wayakti Hr se ik caller ko Sakcham ki jaankaari derahen hain.
ये इमरान ख़ान जी को जानकारी दे रहे हैं की केवल विकलांग पर्मान पतर् लेकर जाने से अौनलािन हो जाएगा।
Pawan puch rahe hai ki spice ke phone me talk back hai ya nahi.
