Sultaanpur UP se blind wayakti Vikaas chander ji puch rahen hain ke mera Railway pass nahi bana hai aur mai Docter ke paas jaata hun signature ke liye to wo signature karne se mana karta hai mai kaya karun.
Sonu Sultanpur,[U.P.] se Shiv Sagar se computer training center ka number mang rahe hai.
Sonu verma ji Sultaanpur UP se ik caller ko jaankaari derahen hain ke Candel etc making ki traning Dehli ke Silagardhi me hota hai.
Dinesh Sultanpur,[U.P.] se ZHamari Vaani ke madhyam se Awasya Andh Vidyalaya ke bare me jankari de rahe hai jaha class 1 to 8 me admission le sakte hai contact number hai 9152706096
Sonu Verma [U.P.],Sultanpur se Hamari Vaani ke madhyam se Shiv Sagar se training ke bare me jankari mang rahe hai.
Dinesh Yadav Sultanpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se bol rahe hai ki 2 child ka admission karwana hai isliye unhe koi blind school ka number chahiye.
Gurudhin Sultanpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se disable pension department ka number mang rahe hai.
Sonu verma ji Sultaanpur UP se Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke mujhe kursi me ganthi lagaana nahi aaraha hai agar kisi ko maalum ho to mujhe zaarur baataayen.
Anup ji Sultaanpur UP se Hamari vaani ke madhyam se Wiklaang penshion wibhaag ka number maang rahen hain.
Dinesh ji Hamari vaani ke madhyam se Kaanpur Nehrunagar Wishwidhaalay ka number maang rahen hain
