Blind wayakti Lakhnaw UP se Aadaab khan ji Hamaari vaani ke madhyam se Dipak ji se puch rahen hain ke aap ne jo jaankaari di hai ke ik chat ke niche wiklaang ko saari suvidha milega ye kewal UK ke liye hai ya dusre raj ke liye bhi.
Mohamad Sahim Lucknow,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se network marketing ke bare me jankari de rahe hai/.
Blind wayakti Lakhnaw se Atul ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke kya blind person call center me job kar sakta hai Lakhnaw me.
Blind wayakti Atul ji Lakhnaw se Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke wiklaang dhara kya hai.
Adab Khan Lucknow,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se Reshma ko bol rahe hai ki Delhi me coaching center me scribe mil jayega.
Lakhnaw se Muhammad Fahim ji Hamaari vaani ke madhyam se jaankaari derahen hain ik sanstha EBS ke bare jo ki online computer teaching provide karti hai.
Lakhnaw se blind wayakti Atul ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke Wiklaangta ko kam kaise kiya jaa sakta hai.
Atul ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke Dehradun me kon kon se traning hote hain.
Lakhnaw UP se Atul ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke Shakuntla mishra univercity ka B.A ka form nikla hai ya nahi.
Blind student Atul ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain Railway ka tollfree number jiski madad se jaankaari liya jaa sake.