Lakhnaw UP se Adab khan ji Hamaari vaani ke maddhyam se callers ko ans dete hue bol rahen hain ki jo 40000 jobs ki maine jaankaari di thi wo MP me hai aur aap ziyada jaankaari ke liye 29/9 se 5/10 ke bich ka rozgar samachaar patr pardhen.
Lakhnaw se Adab khan ji Hamaari vaani ke madhyam se Amrit ji se puch rahen hain ke Sikandrabaad zoon me VI ke group D ke kitne form rad hue hain.
Adab Khan Lucknow,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari de rahe hai ki safai kramchari ka vacancy nikla hai adhik jankari ke liye contact kare 180030020469
Adab Khan Lucknow,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se Jamiya Ali or Aligarh Muslim University ke bare me jankari mang rahe hai, ki admission form kab niklega.
Himanshu Lucknow,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari mang rahe hai ki RSBI se yadi cane mangana hai to bina jaye nahi mil sakta hai.
Lakhnaw UP se blind student Atul ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke packing ka kaam kahaan sikhaya jaata hai aur kya wahaan rahne ka bhi intezaam hota hai.
Atul Lucknow,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari mang rahe hai ki masaj training ke liye kitna padha hona chahiye or training me kya kya document lagta hai.
Atul Lucknow,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari mang rahe hai ki blind person hotel me kam kar sakta hai or kya kam kar sakta hai.
Lakhnaw UP se blind student Atul ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain Narayan sewa sansthaaan ka tollfree number.
Adab Khan Lucknow,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se universal card office ka number mang rahe hai.