Chandan kumar ji Hamaari vaani ke madhyam sei ik caller ko jaankaari derahen hain ke sabhi trains se disable coach ko nahi hatata gaya hai bas kuch hi trains se hataya gaya hai. Aur yadi aap Railway e card banwalete hain to har bogi me ik seet reserv rahega.

Shyam Sundar Firozabad,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se caller ko bata rahe hai ki kisi kisi train me disable coach hata diya gaya hai.

Firozabaad UP se Shamsunder ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke maine jo jaankaari di thi Mauntaabu me moter banting ki ab wo traning nahi ho tahi hai.

Firozabaad UP se Sham sundar ji Hamaari vaani ke madhyam se jaankaaari derahen hain ke Kanpur me ik sanstha Prograsiv fadration for the blind me 60 saal ya 60 saal se uper ke wiklaang buzurg ko rakha jaata hai.

Shyam Sundar Firozabad,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se caller ko training ke bare me jankari de rahe hai.

Shyam Sundar Firozapur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se motor or fan banane ki training ke bare me jankari de rahe hai jo Rajasthan me hai.

Firozabaad UP se Shaam sundar ji Hamaari vaani ke madhyam se jaankaari derahen hain ik caller ko ki masaaj ka traning center jo ki mumbai me hai uska naam NAB hai aur wo purane pasport office ke paas hai.

Friozabaad UP se Syamsunder ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller ko ans dete hue jaankaari derahen hain UDID ke bare.

Shyam Sundar Firojabad,[Zu.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se caller ko bata rahe hai ki aap B.R.A., Mumbai or Ahmedabad se masaj training kar sakte hai.

Shyam Sundar Firozabad,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se caller ko bol rahe hai association for the blind ka jo bhi apne recording kiya hai please apna number bhi de