Deepak Fatehpur,[U.P.] se caller ko bata rahe hai ki aadhar card me DOB change ke liye 1947 pe call kare.

Manjit Fatehpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se NIVH me assistive aids distribution ke bare me jankari mang rahe hai.

Pawan Fatehpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se Pramod se jankari mang rahe hai ki Fatehpur me koi camp lagne wala hai or kya kya document lagega.

Fathepur UP se Wipin kumar ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller ko jaankaari derahen hain ik number ke bare is number se dazyplayer ke bare sabhi jaankaari mil jaayegi wo number hai 8448872415.

Fathepur UP se blind wayakti Pardip kumar ji ik caller ko jaankaari derahen hain ke 17 tarikh ko Raibrali ke lalgang me camp lagne waala hai wo sirf aur sirf 6 se 14 saal ke bachon ke liye hi hai.

Fatehpur,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se jivan path viklang vidyalya ke bare me me jankari de rahe hai adhik jankri ke liye sampark kare number hai 9936051120

Low vision wayakti Fathepur UP se Pawan kumar yado ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke kya aadhaar sansodhan hona shru ho gaya hai?

Fathepur UP se low vision person Pawan kumar yado ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke mujhe jaankaari den ke CBSE ka form kab aaraha hai.

Fathepur UP se Manjit singh ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller ko bata rahen hain ke Dehradun se ik bar koi equkment lene ke 3 saal baad hi dusra mil sakta hai.

Fathepur se VI person Manjit singh ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke jo 9-12 ke liye scolarship milta hai uska last date kab hai.