Arjun Barabanki,[U.P.] se puch rahe hai ki ration card kaise or kaha se banta hai.
Blind wayakti Arjun kumar yado ji UP se bol rahen hain ki mujhe penshion nahi mil paaraha hai.
Barabanki UP se Muhammad Junaid Salmaani ji ik caller Parmod ji ko Railway ka tolfree number 1363 ki jaankaari derahen hain.
Ramasankar Barabanki,[U.P.] se jankari mang rahe hai ki braille training kaha se kare.
Nitesh Barabanki,[U.P.] se jankari mang rahe hai ki Delhi me kaha basic se computer ki training hoti hai.
Bhimsen Barabanki,[U.P.] se caller ko bata rahe hai ki yadi ng recieving kho gaya hai to Dr. Sakuntal University jaye apne aadhar card or document lekar wo nikal kar de denge.
Rajkumar Delhi se Hamari Vaani ke madhyam se sabhi callers ko bol rahe hai ki hamari vaani channel ka misuse na kare.
Barabanki UP se Rajkumaar ji Hamaari vaani ke madhyam se Dipak Panday ji jo ki UK se hain unhen shukriya bol rahen hain unke margdarshon ke liye aur umiid karte hain ki ye isi tarah margdarshion karte rahenge.
Barabanki UP se Rajkumaar ji Hamaari vaani ke madhyam se un logon ko salaah derahen hain jo rozgaar karna chahte hain. Rajkumaar ji bol rahen hain ki aap pahle ye sunischit karen ki aap ko kon sa rozgaar karna hai aur phir us rozgaar ki traning len ise ye hoga ki aap ko puri jaankari hojaayegi us rozgaar ke bare ki samaan kahan, kitne me milega aur kitne me bikna chahiye.
Barabanki UP se blind wayakti Rajkumaar ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke jinka wiklaangta parmanpatr purane ho gaye hain wo CMO office se new online banwa len.